New Delhi, April 28 -- Speaking about the Pahalgam terrorist attack, Jammu and Kashmir Chief Minister Omar Abdullah stated, "As the host, it was my responsibility to ensure the tourists returned safely. Unfortunately, I was unable to do so."

Addressing the Legislative Assembly of Jammu and Kashmir, Omar Abdullah said, "Mere paas alfaaz nahi the ki kya keh ke unke gharwalon se maafi mangu. Ye jaante hue ki Jammu Kashmir ki security, Jammu Kashmir ke logon ki chuni hui hukoomat ki zimmedari nahi hai. Maine inlogon ko daawat di thi yahan aane ke liye. Mezbaan hote hue meri zimmedari thi ki sahi salamat unko wapas bhejun, nahin bhej paya. Aur, maafi maangne ke alfaaz nahi the. Kya kehta unko? Un chote bachhe ko jinhoune apne valid ko khoon m...